Showing posts with label HINDI. Show all posts
Showing posts with label HINDI. Show all posts

Wednesday, 23 March 2011

Dil Toh Bachcha Hai Ji- Jadugari


Dil Toh Bachcha Hai Ji- Jadugari
Jadugari ( Lyrics )
Movie : Dil Toh Bachcha Hai Ji
Music Director : Pritam Chakraborty
Singer(S) : Kunal Ganjawala
Lyricists : Sanjay Chhel


Kya Palak Kya Jhalak
Kya Adaa Kya Mehak
Yeh Zameen Ya Falak
Thi Kahan O Tu Ab Talak

Kya Asar Kya Lehar
Door Thi Tu Magar
Tu Khwaab Hai Ya Koi Jadugari
Tu Khwaab Hai Ya Koi Jadugari

Kya Palak Kya Jhalak
Kya Adaa Kya Mehak
Yeh Zameen Ya Falak
Thi Kahan O Tu Ab Talak

Kya Asar Kya Lehar
Door Thi Tu Magar
Tu Khwaab Hai Ya Koi Jadugari
Tu Khwaab Hai Ya Koi Jadugari
Woo O O Yeh Jo Mehka Sa Hai
Woo O O Bandh Honthon Mein
Woo, Ho Tu Nagma Sa Hai
Tu Khwaab Hai Ya Koi Jadugari
Tu Khwaab Hai Ya Koi Jadugari

Soyi Soyi Raaton Mein Jaaga Main Rahun
Khoyi Khoyi Yaadon Mein Soya Main Rahun
Haan Tujhe Milke Kya Main Kahun, Socha Karun
Teri Ek Haan Pe Main Jee Loon Ya Marun
Tumko Bhi Yeh Bechainyaan Hoti Hain Kya
Woo O O Tu Dua Ansuni
Woo O O Yun Lagey Kabhi
Woo O O Dhoop Mein Chaandni
Tu Khwaab Hai Ya Koi Jadugari
Tu Khwaab Hai Ya Koi Jadugari

Tu Jo Bole Taaron Pe Tujhko Le Chalun
Bheeghi Bheegi Aankhon Se Tujhko Choom Loon
Haan Jhoothe Moothe Vaade Main Tujhse Na Karun
Teri Meri Chaahat Hamari Aabru
Hoga Kabhi Na Khatam Yeh Silsila
Woo O O Ek Lamha Sa Hai
Woo O O Meri Saanson Mein
Woo O O O Tu Behka Sa Hai
Tu Khwaab Hai Ya Koi Jadugari
Tu Khwaab Hai Ya Koi Jadugari

Tere bin main dekhun Lyrics


Dil Toh Bachcha Hai Ji- Tere bin main dekhun

Tere Bin Main Dekhun ( Lyrics )
Movie : Dil Toh Bachcha Hai Ji
Music Director : Pritam Chakraborty
Singer(S) : Sonu Nigam
Lyricists : Neelesh Misra
      


Teri Bin Mein Dekhu Na Subah
Nigahon Se Abhi
Yeh Vaada Kar Liya

Tere Bin Ho Chalna Bhi Saja
Ki Raahon Se Abhi Yeh Vaada Kar Liya
Lyricsmasti.Com
Teri Bin Mein Dekhu Na Subah
Nigahon Se Abhi
Yeh Vaada Kar Liya

Tere Bin Ho Chalna Bhi Saja
Ki Raahon Se Abhi Yeh Vaada Kar Liya

Suno Yehi Zajbaat Hai Mere
Yeh Dil Kahen Ki Khawaishye Jeene Ki Saath Hai Tere
Tere Bin Ho Saanson Juda
Hawaon Se Abhi Yeh Vaada Kar Liya

Teri Bin Mein Dekhu Na Subah
Nigahon Se Abhi
Yeh Vaada Kar Liya

Tu Woh Zameen Jispe
Mene To Apni Yeh Duniya Basai Hai
Main Bin Tere Ab Kahan Jaunga
Lyricsmasti.Com
Tu Aasra Hai Mera
Main To Jeeta Hoon Tere Bharose Pe
Main Bin Tere Ab Na Jee Paunga

Meri To Yeh Har Baat Tujhse Hai
Tuhi Meri Hai Dhoop Aur Meri Barsaat Tujhse Hai

Tere Bin Na Barse Yeh Ghata
Ghataon Se Abhi Yeh Vada Kar Liya

Teri Bin Mein Dekhu Na Subah
Nigahon Se Abhi
Yeh Vaada Kar Liya

Jo Haath Mein Ho Tera Haath To Yeh Lakire Dhadti Hai

Tu Ho Juda Sab Thama Sa Lage

Jo Tu Mere Paaas Hai To Yakin Apne Hone Pe Hota Hai
Tu Ho Juda Sa Guma Sa Lage

Haan Tu Meri Aadat Mein Shamil Hai
Mere Liye Main Sach Kahun Tu Ibaadat Ke Kabil Hai

Tere Bin Na Puri Ho Duaa
Duayon Se Abhi Yeh Vaada Kar Liye

Teri Bin Mein Dekhu Na Subah
Nigahon Se Abhi
Yeh Vaada Kar Liya

Dil Toh Bachcha Hai Ji- Abhi kuch dino se


Dil Toh Bachcha Hai Ji- Abhi kuch dino se
Abhi Kuch Dino Se ( Lyrics )
Movie : Dil Toh Bachcha Hai Ji
Music Director : Pritam Chakraborty
Singer(S) : Mohit Chauhan
Lyricists : Neelesh Misra



      
Abhi Kuch Dino Se Lag Raha Hai
Badle Badle Se Hum Hai
Hum Baithe Baithe Din Mein Sapne
Dekte Neendein Kam Hai,

Abhi Kuch Dino Se Lag Raha Hai
Badle Badle Se Hum Hai
Hum Baithe Baithe Din Mein Sapne
Dekte Neendein Kam Hai,

Abhi Kuch Dino Se Suna Hai Dil Ka
Rob Hi Kuch Naya Hai
Koi Raaz Kambakht Hai Chupaye
Khuda Hi Jaane Ki Kya Hai
Hai Dil Pe Shaq Mera

Ise Pyaar Ho Gaya,

Abhi Kuch Dino Se Main Sochta Hoon
Ki Dil Ki Thodi Si Sun Loon
Yaha Rehne Aayegi
Dil Saja Loon Mein Khwab Thode Se Boon Loon
Hai Dil Pe Shaq Mera

Ise Pyaar Ho Gaya,

Tu Bekhabar , Ya Sab Khabar
Ek Din Zara Mere Masoom Dil Pe Gaur Kar
Pardon Mein Main Rakh Loon Tujhe
Ki Dil Tera Aa Na Jaaye Kahin Yeh Gair Par

Hum Bhole Hai , Sharmile Hai
Hum Hai Zara Siddhe Masoom Itni Khair Kar
Jis Din Kabhi
Zidd Pe Ade
Hum Ayenge Aag Ka Tera Dariya Tair Kar

Abhi Kuch Dino Se Lage Mera Dil
Duth Ho Jaise Nashe Mein
Kyun Lad Khadaye Yeh Beheke Gaye
Hai Tere Har Raaste Pe
Hai Dil Pe Shaq Mera

Ise Pyaar Ho Gaya,

Banke Shehar Chal Raat Bhar
Tu Aur Main Toh Musafir Bhatakte Hum Phire
Chal Raaste Jahan Le Chale
Sapnon Ke Phir Teri Aahon Mein Thak Ke Hum Gire

Koi Pyaar Ki , Tarkeeb Ho
Nuskhe Koi Jo Sikhaye Toh Hum Bhi Seekh Le
Yeh Pyaar Hai Rehta Kaha
Koi Humse Kahe Us Se Jaa K Pooch Le

Mein Sambhaloon Pau Pisal Na Jau
Nayee Nayee Dosti Hai
Zara Dekh Bhal Sambhal Ke Chalna
Keh Rahi Zindagi Hai
Hai Dil Pe Shaq Mera


Ise Pyaar Ho Gaya,

Abhi Kuch Dino Se Suna Hai Dil Ka
Rob Hi Kuch Naya Hai
Koi Raaz Kambakht Hai Chupaye
Khuda Hi Jaane Ki Kya Hai
Hai Dil Pe Shaq Mera

Ise Pyaar Ho Gaya. . .

Yeh dil hai nakhrewala Lyrics-Dil Toh Bachcha Hai Ji


Yeh dil hai nakhrewala
Yeh Dil Hai Nakhrewala  ( Lyrics )
Movie : Dil Toh Bachcha Hai Ji
Music Director : Pritam Chakraborty
Singer(S) : Shefali Alvaris
Lyricists : Neelesh Misra


Yeh Dil Hai Nakhrewala
Wooo Oo O
Naya Hai Nakhra Paala
Aa Aa A
Isse Pata Chala Hai
Woh Oo O
Ke Pyaar Kya Bala Hai
Aaa Aa A
Yeh Dil Mera Hai Par
Teri Kare Fikar
To Kuch Toh Maamla Hai Meri Jaan



Yeh Dil Hai Nakhrewala
Wooo Oo O
Naya Hai Nakhra Paala
Aa Aa A
Isse Pata Chala Hai
Woh Oo O
Ke Pyaar Kya Bala Hai
Aaa Aa A
Yeh Dil Mera Hai Par
Teri Kare Fikar
To Kuch Toh Maamla Hai Meri Jaan
Tu Ru Ru ,Ru Tu Turu Tu
Tu Ru Ru ,Ru Tu Turu Tu
Tu Ru Ru ,Ru Tu Turu Tu
Tu Ru Tu
Tu Ru Tu



Tu Ru Ru ,Ru Tu Turu Tu
Tu Ru Ru ,Ru Tu Turu Tu
Tu Ru Ru ,Ru Tu Turu Tu
Tu Ru Tu
Tu Ru Tu



Sunte Yeh Khwaishon Ki Yeh Khwaishein Hai
Ke Woh Adhoori Na Rahe
Sunte Yeh Khwaishon Ki Yeh Khwaishein Hai
Ke Woh Adhoori Na Rahe



Lekin Dilon Ke Masle
Hain Aise Mushkil Toh Bolo Bolo Kya Kare
Kya Hum Chal Chale
Ya Thak Ke Baith Le
Kya Dil Ka Faisla Hai Meri Jaan



Yeh Dil Hai Nakhrewala
Wooo Oo O
Naya Hai Nakhra Paala
Aa Aa A
Isse Pata Chala Hai
Woh Oo O
Ke Pyaar Kya Bala Hai
Aaa Aa A
Yeh Dil Mera Hai Par
Teri Kare Fikar
To Kuch Toh Maamla Hai Meri Jaan



Tu Ru Ru ,Ru Tu Ru Tu
Tu Ru Ru ,Ru Tu Ru Tu
Tu Ru Ru ,Ru Tu Ru Tu
Tu Ru Tu
Tu Ru Tu



Tujhko Kadam Kadam Pe Kahe Yeh Raste
Bhatak Bhatak Ke Chal Zara
Tujhko Kadam Kadam Pe Kahe Yeh Raaste
Bhatak Bhatak Ke Chal Zara
Sun Le Jo Zindagi Hai Yeh Keh Rahi Hai
Maje Le Ek Pal Zara
Kya Tujhko Thaam Loon
Ya Dil Ki Maan Loon
Zara Sa Faasla Hai Meri Jaan



Yeh Dil Hai Nakhrewala
Wooo Oo O
Naya Hai Nakhra Paala
Aa Aa A
Isse Pata Chala Hai
Woh Oo O
Ke Pyaar Kya Bala Hai
Aaa Aa A
Yeh Dil Mera Hai Par
Teri Kare Fikar
To Kuch Toh Maamla Hai Meri Jaan



Tu Ru Ru ,Ru Tu Turu Tu
Tu Ru Ru ,Ru Tu Turu Tu
Tu Ru Ru ,Ru Tu Turu Tu
Tu Ru Tu
Tu Ru Tu

Le Ja Tu Mujhe Song Lyrics From Film F.A.L.T.U


Le Ja Tu Mujhe 2011 Atif Aslam new song from movie FALTU 2011

Lyrics of Le Ja Tu Mujhe Song

Hoon khudi se laapata
Hoon khudi se laapata
Cheekhti meri khaamoshian yahan pe
Khwaab se khwaab hain, khwaabon mein mere
Gugure sannaton mein
Kahin toh qaid meri aahatein hain
Beshaakh tha iss dard se, ab le ja chudha ke
Le ja tu mujhe, khule asman mein
Le ja tu mujhe, apne jahan mein
Le ja tu mujhe, kar ke reha tu
Le ja ab le ja, tu le ja mujhe le ja
Oo ab dabi dabi awaaz hai
Khoye sabi alfaaz hain
Naaraz kyun saaz hai gaanon se mere
Chubh rahi hain woh shikaayatein
Shikaayatein na jaane kyun apni chaahatein
Beshaakh tha iss dard se, ab le ja chudha ke
Le ja tu mujhe, khule aasman mein
Le ja tu mujhe, apne jahan mein
Le ja tu mujhe, kar ke reha tu
Le ja ab le ja, tu le ja mujhe le ja

Pal, toota toota hai, bheega bheega hai, khwaabon ka nishaan
Oo mann rootha rootha hai, ab akela hai yaadon ka jahaan
Ho anjaane, logon ki, duniya se, le ja
Le ja tu mujhe, khule aasman mein
Le ja tu mujhe, toh apne jahaan mein
Le ja tu mujhe, khule aasman mein
Le ja tu mujhe, le ja meri jaan
Le ja tu mujhe, apne jahaan mein
Le ja tu mujhe, le ja tu mujhe
Le ja tu mujhe, kar ke reha tu le ja
Khule aasman mein, apne jahaan mein
Kar ke reha tu le ja, le ja, le ja






Char Baj Gaye (Party Abhi Baaki Hai) Song Lyrics


Char Baj Gaye Song Lyrics & Video from F.A.L.T.U

All I wanna say is turn the volume up on your speakers
Pump up the base like this

Aaj hai Friday night mein chalun apne friends ke saath
Random spinning wheels meri boom boom car
Laga ke CD player hum toh chale hain tayaar
Speaker maare base karde sab ke kaan faadh, say what
Hello Mr. DJ, mere gaane please play
Aaj no wine, aaj no laaga, aaj peeyenge champagne
Ba ba ba boozing dancing and we cruzing
Bouncer panga leta hai toh, gotta keep it moving
Char baj gaye lekin party abhi baaki hai
Ba ba ba .., with the booze ae
Taare ghir gaye lekin party abhi baaki hai
Ba ba ba .., just loose there, just loose it
Mere daddy hain naraaz lekin party abhi baaki hai
Ba ba ba .., with the booze ae
Party ho gayi toh after party abhi baaki hai
Ba ba ba ..

Aa aa aa aggey kya karenge mitro
Saari bottles pee gaye hum toh in the disco
Arrey booze lagi hain, bottle do
Arrey booze lagi hain, bottle do
Bamboos lagi hai drinking to be trap

Vailati pee gaye ba desi abhi baaki hai
Hello Mr. DJ, mere gaane please play
Aaj no wine, aaj no laaga, aaj peeyenge champagne
Ba ba ba boozing dancing and we cruzing
Bouncer panga leta hai toh, gotta keep it moving
Char baj gaye lekin
Char baj gaye lekin party abhi baaki hai
Ba ba ba .., with the booze ae
Talli ghir gaye lekin party abhi baaki hai
Ba ba ba .., just loose there, just loose it
I want all the drinks
Thulle aa jaan ge lekin party abhi baaki hai
Ba ba ba .., with the booze ae
We lost all our money lekin party abhi baaki hai
Can I get oo ..
4 Char Baj Gaya

Char Baj Gayi Party Abhi Baki Hai Full Song Hd Video


Bhoot Aaya Full Song Lyrics


Bhoot Aaya Full Song lyrics video Faltu 2011


jab main chota bacha tha main badi shararat karta tha

abb jo main badha ho gaya hun badi shararat karta hoon
jab main chota bacha tha har cheej ke paise deta tha
abb jo main badha ho gaya har cheej ke paise leta hoon



jab main chota bacha tha main twincle twinkle karta tha

abb jo main badha ho gaya bas twincle twinkle karta hoon
jab main chota bacha tha main superman pe marta tha
abb jo main badha ho gaya bas supergirl pe marta hoon
leke je shetan .. aa jaate hain hum jaha ..
darke awaaje gaati hain bhag-bhaa..
bhaago bhaago ... bhoot aaya
hayeyo mere rabba ..
bhoot aaya hayeyo mere rabba - X3
bhoot aaya ...



jab main chota bacha tha cartoon watching karta tha

abb jo main badha ho bas bird watching karta hoon
jab main chota bacha tha galti karne se darta tha
abb jo main badha ho gaya bas galti karna chahta hoon
leke je shetan .. aa jaate hain hum jaha ..
darke awaaje gaati hain bhag-bhaa..
bhaago bhaago ... bhoot aaya
hayeyo mere rabba ..
bhoot aaya hayeyo mere rabba - X3
bhoot aaya ...



ton badhe bajurgo or sabhi seyane kehke gaye hain sab

kal karre so aaj kar or aaj kare so abb
abb jake hume samaj main aaya in sabka matlab
is umar main je sab nahi kiya ton or karege kab?
kab kab kab kab ..
kya main jhooth boleya? koi na!
kee main kuffar toleya? koi na!
oh kee main jhooth boleya? koi na!
kee main kuffar toleya ..
leke je shetan .. aa jaate hain hum jaha ..
darke awaajeeeeeee ...
bhoot aaya hayeyo mere rabba - X7
bhoot aaya .. bhaago hayeyo mere rabba
hayeyo mere rabba ..